Friday, February 16, 2007

akhir kaar....

waqt bara ajeeb hota hai-har guzart lamhey ke saath naye zakhm deta hai aur phir khud hi akhir marham bhi ban hi jata hai....

aesa hai ke
zaroori tou nahi ke aap jo chaho woh ho
zaroori tou nahi ke har zakhm bahr jaye

zakhm bahrte nahi hai....sabr ki gard se att jate hai....ke zamne ki garm-o-teez hawa zakhmo ko nahi chuhti kyunke sabr ki gard ne zakhmo ko chupaya hota hai....waqai zakhm bahrte nahi hai bus chup jate hai.....

2 comments:

igtykee said...

wah wah!
kia likha hai hai yara!!!
impressed...
and well said...
but u kno maybe zakhm bhartay hii chupnay sai hain...aur han sabar ki waja sai....
jitna ziada sabar utna acha :)

Anonymous said...

hmm..
I believe that no one dies for anyone & no one has ever died either!
Time goes on & so does life regardless of your circumstances!