Friday, May 23, 2008

golden















rang bikharte the aur aik ajab si narmahat thi...aik darkhat tha burgad ka jski ghaani chaaon mein kuch saaye bharte jate the..dhoop ki tapish jab sunhere rango ki aik dhanak banati thi..dil toota hai tou shayad kuch baki na rahe..shayad ke aab mein na rahun..shayad ke aab tum tum na raho..shayad ke ab woh pal sadiayan ban kr beetain..aur lamho ka qarz hum per lazim hou..shayad ke ab hisaab hou..insaaf hou


dil tha khilona
chalo toot gaya kia kahein

koi saathi tha

jisse chaha tha

wohi loot gaya kia kahein


titlyan yaado ki urti jaen

rango mein mujh se kuch kehti jaen-titlyan strings

5 comments:

Anonymous said...

='(
*bursts into tears*

WritingsForLife said...

wowo... beautiful :-)

igtykee said...

wah yara thats so well put!
urdu mein bohat acha expression hota hai nhi???

i love the way u have put it all into words..!
hats off to u!

khyr pik bari drawni hai :P

hugs

Anonymous said...

LOLZ @ drawni pik :P

I better go download this ;-)

lizzie said...

@asma
lol haan she finds it drawni :P